faisal sahab,main aap ka program aksar dakhta hoon.pride and prejudice bhee dekha acha tha lakin aap nay program start karny say pahlay kha kay loog is mulk say lay layty hain or jub mulk ko kuch dany ke baree aate hay to doosry mulk chaly jaty hain,magar sir jub ya mulk he lana na chahy to kya karain.i am working in nbp for 17 years,MBA(HR+FINANCE) laken ab tak promotion nahee hoee.bank MBA ogii say la ker SEVP yak rakh raha hay laken 5 sal say koee taraqee nahee hoee.mujh jasay bohat say loog aasy hain jo mulk kay liya kuch karna chahty hain laken afsoos un ko oper he nahee aany diya jata. na ahal logh he uper a jaty hain. agar hum loogo ko bahar opportunites miltee hay to hum ku na bahar jain.
kis bat par fakar in ko bat tamiz
posted on June 18th, 2008 at 9:57 am - #198faisal sahab,main aap ka program aksar dakhta hoon.pride and prejudice bhee dekha acha tha lakin aap nay program start karny say pahlay kha kay loog is mulk say lay layty hain or jub mulk ko kuch dany ke baree aate hay to doosry mulk chaly jaty hain,magar sir jub ya mulk he lana na chahy to kya karain.i am working in nbp for 17 years,MBA(HR+FINANCE) laken ab tak promotion nahee hoee.bank MBA ogii say la ker SEVP yak rakh raha hay laken 5 sal say koee taraqee nahee hoee.mujh jasay bohat say loog aasy hain jo mulk kay liya kuch karna chahty hain laken afsoos un ko oper he nahee aany diya jata. na ahal logh he uper a jaty hain. agar hum loogo ko bahar opportunites miltee hay to hum ku na bahar jain.
posted on June 22nd, 2008 at 6:50 am - #200